Pages

HOME

Thursday 20 October 2016

Assalam o Alaikum.
Ye ap ke samne ek female budgie hai ap is ki vent ke uper ke hisse ko dekhe k ye pholi hui hai aur ye phola hua hissa pinkish aur white nazar araha h ye female kafi dino se mating kr rahi hai lekin abhi tak is nw koi egg nahi diya is ki waja ye hai ke is madi me CHARBI agai hai ab ye handi me baithi rahe gi lekin egg kabhi nahi degi agar ap k pas bhi aise madi hai to use ap sale karde ye bimari aise hai jis ka koi ilaj nhi is ko ab rakhne se koi faida nhi ku k ye feed khati rahegi lekin koi result nhi degi .

Jo madi egg wali hoti hai wo alag hi nazar ati hai.
NOTE:) Agar koi bhi sawal pochna ho plz comment kare thanks.

5 comments:

  1. Assalmu alaykm sohail Bhai aap ne kaha tha is bimari ke liye is budgie ko lambi fly deni hogi Kya ye Sahi hai plz reply

    ReplyDelete
    Replies
    1. Bhai lambi fly ka tajarba bhi kiya but charbi khatam nhi hoti aise madi ko sale karna hi behtar hai.

      Delete
    2. Bhai lambi fly ka tajarba bhi kiya but charbi khatam nhi hoti aise madi ko sale karna hi behtar hai.

      Delete
  2. Assalmu alaykm sohail Bhai aap ne kaha tha is bimari ke liye is budgie ko lambi fly deni hogi Kya ye Sahi hai plz reply

    ReplyDelete
  3. Sohail Bhai
    Seep ka koi elaj hai, mere 2, 3 budgies seep se mar chuke hain sookh jate hain aur phir allah ko pyare ho jate hain. kia karain please help.

    ReplyDelete